Mulaquaat...
Kaun kehta hae ki phir mulaquaat na hogi,
In dilon ko milaane ki baat na hogi,
Hae aetbaar humko apne muquaddar per,
Aaye jo kareeb is baar to dooor jaane ki hasraat na hogi...
kaun kehta hae ki phir mulaquaat na hogi,
In dilon ko milaane ki baat na hogi....

0 Comments:
Post a Comment
<< Home